Lyric4U
Humrahi Jab Ho Mastana

Pukar (2000)

Watch Video
Lyrics
Phir chalne wale rukte hai kahan
Phir chalne wale rukte hai kahan
Humrahi jab ho mastana
Mauj mein ho dil deewana
Phir chalne wale rukte hai kahan
Humrahi jab ho mastana
Mauj mein ho dil deewana
Phir chalne wale rukte hai kahan
Yeh khumaar, yeh nasha, jawaan bekhudi
Ab na koi nagar na koi gali
Din wahan, raat yahan
Humrahi jab ho mastana
Mauj mein ho dil deewana
Phir chalne wale rukte hai kahan
Humrahi jab ho mastana
Mauj mein ho dil deewana
Phir chalne wale rukte hai kahan
Dag-mag chalna shehron mein, bazaaron mein
Mehke mehke phirna gulzaron mein
Hum dilwale chanchal aise tauba
Hulchul si padh jaaye dildaaron mein
Is masti mein sab chalta hai
Ab koi kya soch raha hai
Hum matwale kya jaane
Arre hum matwale kya jaane
Hum matwale kya jaane
Yeah, yeah, yeah
Humrahi jab ho mastana
Mauj mein ho dil deewana
Phir chalne wale, chalne wale, chalne wale
Humrahi jab ho mastana
Mauj mein ho dil deewana
Phir chalne wale rukte hai kahan
Phir chalne wale rukte hai kahan
Chadti jawaani teri meri
Mil jaane mein kaahe ki hai deri
Josh mein aake chal nikle hai hum yaara
Hone de dhadkan ki hera pheri
Pyar ki rasmein phir sochenge
Theek hai kya aur galti kya hai
Hum matwale kya jaane
Arre hum matwale kya jaane
Hum matwale kya jaane
Yeah, yeah, yeah
Humrahi jab ho mastana
Mauj mein ho dil deewana
Phir chalne wale rukte hai kahan
Humrahi jab ho mastana
Mauj mein ho dil deewana
Phir chalne wale, chalne wale, chalne wale
Phir chalne wale rukte hai kahan
Phir chalne wale rukte hai kahan
Phir chalne wale rukte hai kahan
Phir chalne wale rukte hai kahan
Watch Video