Humraah
Malang
Lyrics
Dil ko jaane yeh kya hua
Milke apna sa tu laga
Kaise main karun bayaan
Tumse yeh junoon hai ya gumaan
Aise mujhe tum mile tum mile
Jaise koi din khile din khile
Jaane kahan hum chale hum chale
Chahe joh bhi dil kare dil kare
Jis raah jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Jis raah jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Ehsaanmand hai dil ab se yeh tera
Yeh marz kaisa hai, kya naam doon bata
Koi jaane na doosra
Samjhe tu hi meri zubaan
Maine mujhsa deewanapan dekha na kahin tere sivah
Tujhse din shuru shaamein dhale
Ab toh nazar se bhi na tu hatte
Jitni hai fursatein fursatein
De doon saari main tujhe tu mujhe
Jis raah jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Jis raah jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Ehsaanmand hai dil ab se yeh tera
Yeh marz kaisa hai, kya naam doon bata
Darr ki deewarein tooti, dil ka jahaan dikha hai
Aankhon ne aaj dekha khwaabon ka aasmaan hai
Tera karta hoon shukriya
Jis raah jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Jis raah jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Humraah main bhi tera hoon
Jis raah jis raah main bhi
Ehsaanmand hai dil ab se yeh tera
Yeh marz kaisa hai, kya naam doon bata
Watch Video