Humko Deewana Kar Gaye (Sad 1)
Humko Deewana Kar Gaye
Lyrics
Ishq mein lakhon gham, ishq na karna tum
Ishq hai ek saza
Ishq ki galiyon mein aah na bharna tum
Ishq hai ek saza
Keh rahi hai dil ki lagi
Bin tumhare kya zindagi
Gham na uthate toh acha tha
Khud ko satate toh acha tha
Tum apna kehke jaana
Humko begana kar gaye
Tum apna kehke jaana
Humko begana kar gaye
Watch Video