Humko Deewana Kar Gaye
Humko Deewana Kar Gaye
Lyrics
Tum joh na aate toh acha tha
Aake na jaate toh acha tha
Tum joh na aate toh acha tha
Aake na jaate toh acha tha
Tum jaate jaate jaana
Humko deewana kar gaye
Tum jaate jaate jaana
Humko deewana kar gaye
Dil na lagate toh acha tha
Na tadpate toh acha tha
Ab dil ko kya samjhana
Humko deewana kar gaye
Ab dil ko kya samjhana
Humko deewana kar gaye
Humko deewana kar gaye
Humko deewana kar gaye
Kabhi hans lete hai, kabhi ro lete hai
Haal kya kar diya
Apne ehsaason ko khud saza dete hai
Haal kya kar diya
Hum the tanha ache bhale
Mit gaye kyun woh faasle
Nazrein churate toh acha tha
Na muskurate toh acha tha
Tum hanste hanste jaana
Humko deewana kar gaye
Tum hanste hanste jaana
Humko deewana kar gaye
Humko deewana kar gaye
Humko deewana kar gaye
Pyaas kya hoti hai, dard kya hota hai
Kuch nahi tha pata
Dhadkane badhti hai, chain kyun khota hai
Kuch nahi tha pata
Ab nahi hai apni khabar
Ek nasha hai shaam-o-sehar
Kuch na batate toh acha tha
Raaz chupate toh acha tha
Tum milte milte jaana
Humko deewana kar gaye
Tum milte milte jaana
Humko deewana kar gaye
Humko deewana kar gaye
Humko deewana kar gaye
Humko deewana kar gaye
Humko deewana kar gaye
Watch Video