Humko Aaj Kal Hai Intezaar
Sailaab
Lyrics
Uljhi hai yeh kis chaal mein tu
Hai aaj kal kis haal mein tu
Uljhi hai yeh kis chaal mein tu
Hai aaj kal kis haal mein tu
Humko aaj kal hai intezaar
Koi aaye leke pyar
Humko aaj kal hai intezaar
Koi aaye leke pyar
Yeh roop hai kyun thamka
Yeh rang hai kyun chamka
Yeh saans teri mehki hai kyun
Yeh masti hai kyun chhalki
Yeh chunri hai kyun dhalki
Yeh chaal teri behki hai kyun
Yeh roop hai kyun thamka
Yeh rang hai kyun chamka
Yeh saans teri mehki hai kyun
Yeh masti hai kyun chhalki
Yeh chunri hai kyun dhalki
Yeh chaal teri behki hai kyun
Humko aaj kal hai intezaar
Koi aaye leke pyar
Humko aaj kal hai intezaar
Koi aaye leke pyar
Kyun aag si hai tann mein
Kuch toh hai tere mann mein
Tu aise machalti hai kyun
Hai kaisa nasha chaaya
Kisne tujhe behkaya
Tu girti sambhalti hai kyun
Kyun aag si hai tann mein
Kuch toh hai tere mann mein
Tu aise machalti hai kyun
Hai kaisa nasha chaaya
Kisne tujhe behkaya
Tu girti sambhalti hai kyun
Humko aaj kal hai intezaar
Koi aaye leke pyar
Humko aaj kal hai intezaar
Koi aaye leke pyar
Kyun mehka hai yeh gajra
Kya kehta hai yeh gajra
Tu sapno mein khoyi hai kyun
Bechain hai kyun naina
Kyun khoya tune chaina
Na jaagi na soyi hai kyun
Kyun mehka hai yeh gajra
Kya kehta hai yeh gajra
Tu sapno mein khoyi hai kyun
Bechain hai kyun naina
Kyun khoya tune chaina
Na jaagi na soyi hai kyun
Humko aaj kal hai intezaar
Koi aaye leke pyar
Humko aaj kal hai intezaar
Koi aaye leke pyar
Koi aaya, dekh aaya, aa gaya
Aa gaya woh aa gaya
Aa gaya woh aa gaya
Watch Video