Lyric4U
Humka Maafi Dai Do

Ram Balram

Watch Video
Lyrics
Acha kaho chahe bura kaho
Jhootha kaho chahe sacha kaho
Acha kaho, bura kaho, jhootha kaho, sacha kaho
Humko sab qabool
Humse bhool ho gayi, humka maafi dai do
Humse bhool ho gayi, humka maafi dai do
Haan ji bhool ho gayi, humka maafi dai do
Acha kaho chahe bura kaho
Jhootha kaho chahe sacha kaho
Humko sab qabool
Humse bhool ho gayi, humka maafi dai do
Haan ji bhool ho gayi, humka maafi dai do
Kuch kar lo nahi maanu
Tum kya ho main jaanu
Main surat na dekhun main dil ko pehchanu
Aise ho vaise ho kaise kahun kaise ho
Aisa hoon kaisa hoon jaisa kaho vaisa hoon
Baat pe daalo dhool
Humse bhool ho gayi, humka maafi dai do
Humse bhool ho gayi, humka maafi dai do
Main kis se darta hoon
Dekho kya karta hoon
Lo phansi lagake main tumpe marta hoon
Khana nahi peena nahi tum bin jeena nahi
Jeena nahi jeena nahi tum bin jeena nahi
Jeena nahi haaye jeena nahi
Jeena nahi haaye jeena nahi
Khilauna jaankar tum toh mera dil todh jaate ho
Gali humne kahi thi tum toh duniya chhod jaate ho
Nahi nahi rona nahi aisa kabhi hona nahi
Aisa kabhi hona nahi rona nahi rona nahi
Marna hai fizool
Humse bhool ho gayi, humka maafi dai do
Humse bhool ho gayi, humka maafi dai do
Mausam hai mastana
Aise mein mat jaana
Peeche mat aana
Mere peeche mat aana
Jaana hai toh chali jaao, nakhre na dikhlao ... chali jaao
Arre ... arre arre arre
Aise mat rooth jaao acha nahi jaati ab
Has do banke phool
Humse bhool ho gayi, humka maafi dai do
Humse bhool ho gayi, humka maafi dai do
Haan ji bhool ho gayi, humka maafi dai do
Humka maafi dai do ... nahi nahi
Haan haan maafi dai do ... dai di
Humka maafi dai do ... kahan na dai di
Watch Video