Lyric4U
Hum Tumse Na Kuch

Ziddi

Watch Video
Lyrics
Hum tumse na kuch keh paaye
Tum humse na kuch keh paaye
Hum tumse na kuch keh paaye
Tum humse na kuch keh paaye
Lagta hai darr yeh baat yeh dil ki
Dil mein na reh jaaye
Hum tumse na kuch keh paaye
Tum humse na kuch keh paaye
Lagta hai darr yeh baat yeh dil ki
Dil mein na reh jaaye
Hum tumse na kuch keh paaye
Tum humse na kuch keh paaye
Tum suno gaur se kya keh raha hai samaan
Humnashi chhed do chahat bhari dastaan
Kitne dino tak kuch na bataye, tum humko tadpaye
Hum tumse na kuch keh paaye
Tum humse na kuch keh paaye
Pyar kya hai sanam tum humko samjha gaye
Faasle na rahe itne kareeb aa gaye
Dekho hamari khushboo tumhari saanson ko mehkaye
Hum tumse na kuch keh paaye
Tum humse na kuch keh paaye
Raat bhar jaagkar karvat badalte the hum
Kya kahein kis tarah dilbar machalte the hum
Kaise batayein tanha akele hum kitna ghabraye
Hum tumse na kuch keh paaye
Tum humse na kuch keh paaye
Hum tumse na kuch keh paaye
Tum humse na kuch keh paaye
Lagta hai darr yeh baat yeh dil ki
Dil mein na reh jaaye
Hum tumse na kuch keh paaye
Tum humse na kuch keh paaye
Watch Video