Hum Tum Yug Yug Se (I)
Milan
Lyrics
Hum tum yug yug se yeh geet milan ke gaate rahe hai, gaate rahenge
Hum tum jag mein jeevan saathi banke aate rahe hai, aate rahenge
Hum tum yug yug se yeh geet milan ke gaate rahe hai, gaate rahenge
Hum tum
Sawan mein jab kabhi bhi yeh baadal gagan pe chaaye
Bijli se dar gaye tum, dar kar kareeb aaye
Phir kya hua bataao, barsaat tham na jaaye
Barsaat tham na jaaye
Jag yeh bandhan na tod saka, hum todke har deewaar mile
Is janam janam ki nadiyan ke is paar mile us paar mile
Bhagwan ne poocha maango toh tumko saara sansaar mile
Par humne kaha sansaar nahi, humko sajan ka pyar mile
Hum tum yug yug se yeh geet milan ke gaate rahe hai, gaate rahenge
Watch Video