Hum To Mohabbat Karega
Hum To Mohabbat Karega
Lyrics
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Jab se dekha tumko ae jaadugar haseen
Us din se to yeh dil kahin lagta hi nahi
Tab se haal kya hai kahun kya
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Jab se dekha tumko ae jaadugar haseen
Tab se mera bhi dil lagta nahi kahin
Us din se na poocho hua kya
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Milte hi yahan to abhi se hulchul badhi hai jalta hai seena
Haath lagake zara dekho kaisa mujhe bhi aaye paseena
Milte hi yahan to abhi se hulchul badhi hai jalta hai seena
Haath lagake zara dekho kaisa mujhe bhi aaye paseena
Bura haal dono ka yaara
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Rahi jo yehi bekraari anjaam aage jaane kya hoga
Abhi sambhala tha jigar ko ke aisa dhadka yeh dil ke tauba
Rahi jo yehi bekraari anjaam aage jaane kya hoga
Abhi sambhala tha jigar ko ke aisa dhadka yeh dil ke tauba
Dikhne laga din mein taara
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Jab se dekha tumko ae jaadugar haseen
Us din se to yeh dil kahin lagta hi nahi
Tab se haal kya hai kahun kya
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Watch Video