Lyric4U
Hum Ho Gaye Aap Ke

Hum Ho Gaye Aap Ke

Watch Video
Lyrics
Kyun bekhudi si chaayi hai
Kyun aag si lagayi hai aap ne
Kyun bekhudi si chaayi hai
Kyun aag si lagayi hai aap ne
O ho ho hum ho gaye aap ke
O ho ho hum ho gaye aap ke
Ho mera hosh bhi udaya hai
Meri neend bhi churayi hi aap ne
Mera hosh bhi udaya hai
Meri neend bhi churayi hi aap ne
O ho ho hum ho gaye aap ke
O ho ho hum ho gaye aap ke
Pehle aise kabhi dil dhadakta na tha
Bewajah is tarah se yeh tadapta na tha
Dard aisa kabhi bhi mujhko hota na tha
Har ghadi yoon mera chain khota na tha
Meri jaan pe ban aayi hai
Halat yeh kya banayi hai aap ne
O ho ho hum ho gaye aap ke
O ho ho hum ho gaye aap ke
Chori chori machalne se kya faida
Raaz-e-dil khol dene ka apna maza
Mujhko hai meri in dhadkano ki kasam
Aap ko bhi hai mujhse mohabbat sanam
Is mein nahi buraai hai
Yeh baat kyun chupayi hai aap ne
Haan hum ho gaye aap ke
O ho ho hum ho gaye aap ke
Kyun bekhudi si chaayi hai
Kyun aag si lagayi hai aap ne
Mera hosh bhi udaya hai
Meri neend bhi churayi hi aap ne
O ho ho hum ho gaye aap ke
Haaye hum ho gaye aap ke
Haan hum ho gaye aap ke
Hmmm hum ho gaye aap ke
Watch Video