Lyric4U
Hum Hai Is Pal Yahan

Kisna

Watch Video
Lyrics
Hum hai is pal yahan, jaane ho kal kahan
Hum mile na mile, hum rahe na rahe
Rahegi sada yahan pyar ki yeh dastan
Sunenge sada jise yeh zameen aasmaan
Hum hai is pal yahan, jaane ho kal kahan
Hum mile na mile, hum rahe na rahe
Rahegi sada yahan pyar ki yeh dastan
Sunenge sada jise yeh zameen aasmaan
Rang dhal jaate hai
Din badal jaate hai
Raatein so jaati hai
Raahein kho jaati hai
Pyar khota nahi
Pyar sota nahi
Pyar dhalta nahi
Haan badalta nahi
Hum hai is pal yahan, jaane ho kal kahan
Hum mile na mile, hum rahe na rahe
Rahegi sada yahan pyar ki yeh dastan
Sunenge sada jise yeh zameen aasmaan
Hum jahan aaye hai meharban saaye hai
Hum yahan khwaabon ke caravan laaye hai
Dhadkane hai jawan, gaa raha hai samma
Pighli pighli si hai mehki tanhaiyan
Hum hai is pal yahan, jaane ho kal kahan
Hum mile na mile, hum rahe na rahe
Rahegi sada yahan pyar ki yeh dastan
Sunenge sada jise yeh zameen aasmaan
Watch Video