Lyric4U
Hum Apni Mohabbat Ka

Deedar

Watch Video
Lyrics
Hum apni mohabbat ka imtihaan denge
Hum apni mohabbat ka imtihaan denge
Tere ghar ke samne hum apni jaan denge
Hum apni mohabbat ka imtihaan denge
Tere ghar ke samne hum apni jaan denge
Tere ghar ke samne hum apni jaan denge
Dilruba tu hai bewafa
Dilruba tu hai bewafa
Hum apni mohabbat ka imtihaan denge
Tere ghar ke samne hum apni jaan denge
Tere ghar ke samne hum apni jaan denge
Dilruba tu hai bewafa
Dilruba tu hai bewafa
Bhool kya huyi, kya huyi khata
Humko jaaneman itna toh bata
Bhool kya huyi, kya huyi khata
Humko jaaneman itna toh bata
Beete huye woh din hum bhool na paye
Bechainiyan apni hum kisko sunaye
Yeh dard-e-judaai
Yeh dard-e-judaai ab hum na sahenge
Tere ghar ke samne hum apni jaan denge
Tere ghar ke samne hum apni jaan denge
Dilruba tu hai bewafa
Dilruba tu hai bewafa
Toot na jaye pyar ki kasmein
Aaja todhke duniya ki rasmein
Toot na jaye pyar ki kasmein
Aaja todhke duniya ki rasmein
Hum kisko bataye apni yeh bebasi
Bin tere hai sanam kuch bhi na zindagi
Tere bagair kaise
Tere bagair kaise zinda rahenge
Tere ghar ke samne hum apni jaan denge
Tere ghar ke samne hum apni jaan denge
Dilruba tu hai bewafa
Dilruba tu hai bewafa
Hum apni mohabbat ka imtihaan denge
Tere ghar ke samne hum apni jaan denge
Tere ghar ke samne hum apni jaan denge
Dilruba tu hai bewafa
Dilruba tu hai bewafa
Dilruba tu hai bewafa
Dilruba tu hai bewafa
Watch Video