Hua Main
Animal
Lyrics
Chuaa tune beh gaya main heeriye
Joh ab tak kisi ne kabhi na kiya
Ishq aisa, ishq aisa, chahiye
Aisi deewangi se main chahun tujhe
Jaise pehli dafa koi pagal hua
Hua main, hua main, hua main
Dua se main utha joh tera
Hua main, hua main, ranjana, hua main
Dekha nahi tune abhi jaadu hua kya
Dono jahaan jahaan jahaan gaye theher
Tere badan ki roshni mere badan mein
Abhi abhi, abhi abhi, gayi utar
Koi doori nahi baaki piya re
Bekhabar hoke baahon mein so ja meri
Tu hawa aur main tera badal hua
Hawa mein, hawa mein, main uda
Dua se main utha joh tera
Hua main, hua main, ranjana, hua main, hua main
Hua main
Watch Video