Lyric4U
Hua Hai Aaj Pehli Baar

Sanam Re

Watch Video
Lyrics
Hua hai aaj pehli baar
Joh aaise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana yeh
Ke kyun duniya mein aaya hoon
Hua hai aaj pehli baar
Joh aaise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana yeh
Ke kyun duniya mein aaya hoon
Yeh jaan lekar ke jaa meri
Tumhe jeene main aaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rab se laya hoon
Zameen se aasmaan tak hum
Dhoondh aaye jahaan saara
Banaa paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyara
Zameen se aasmaan tak hum
Dhoondh aaye jahaan saara
Banaa paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyara
Baaton mein teri hai badmashiyan
Sab bewajah ki hai taarifiyan
Main likh doon aasmaan par yeh
Ke padh lega jahaan saara
Hua na hoga ab koi
Yahan hum do sa doobara
Main duniya bhar ki taarifein
Tere sajde mein laya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rab se laya hoon
Tu hai joh rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roz karta hoon
Tu hai joh rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roz karta hoon
Humko pata hai yeh nadaaniyan hai
Aawara dil ki hai aawariyan
Yeh dil pagal bana baitha
Isse ab tu hi samjha de
Dikhe tujh mein meri duniya
Meri duniya tu banja re
Hoon khushkismat joh kismat se
Tumhe aaise main paaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rab se laya hoon
Watch Video