Hoga Thanedaar Tu
Shahenshah
Lyrics
Arre hoga thanedaar tu
Hoga thanedaar tu
Mera hai dildaar tu
Vardi ka tu rob jamaale topiwaale
Daraale, karle joh hai karna
Main nahi darna
Main nahi darna
Main nahi darna
O ja ja main nahi darna
Main nahi darna
Main nahi darna
Hogi pocketmaar tu
Arre hogi pocketmaar tu
Choron ki sardar tu
Apne saare teer chalale nazaron waale
Daraale, karle joh hai karna
Main nahi marna
Main nahi marna
Main nahi marna
Oye main nahi marna
Main nahi marna
Main nahi marna
Tere jaise mere aage peeche phirte hai, aisa kya
Tere jaise mere aage peeche phirte hai
Kitno ke dil batve se girte hai
Kaise mitti, kaise mitti
Kaise mitti gagan choomegi
Tu ladki deewani
Itna bhi na jaani
Tu ladki deewani
Itna bhi na jaani
Vardi ka tu rob jamaale topiwaale
Daraale, karle joh hai karna
Main nahi darna
Main nahi darna
Main nahi darna
O ja ja main nahi darna
Main nahi darna
Main nahi darna
Chhod mujhe dhoond koi aur dilwala
Arre chhod mujhe dhoond koi aur dilwala
Teri chaabi se na khulega yeh tala
Phir bhi mera, phir bhi mera
Phir bhi mera sajan tu banega
Yeh dekhenge sare
Ruk ja do din pyaare
Yeh dekhenge sare
Ruk ja do din pyaare
Arre apne saare teer chalale nazaron waale
Daraale, karle joh hai karna
Main nahi marna
Main nahi marna
Main nahi marna
Oye main nahi marna
Main nahi marna
Main nahi marna
Chahe toh laga de mujhe tu hathkadiyan
Chahe toh laga de mujhe tu hathkadiyan
Hathkadiyan banegi shehad ki ladiyan
Tera mera, mera tera
Tera mera milan kaise hoga
Tu pital main sona
Mushkil hai yeh hona
Tu pital main sona
Mushkil hai yeh hona
Vardi ka tu rob jamaale topiwaale
Daraale, karle joh hai karna
Main nahi darna
Main nahi darna
Main nahi darna
O ja ja main nahi darna
Main nahi darna
Main nahi darna
Hoga thanedaar tu
Mera hai dildaar tu
Vardi ka tu rob jamaale topiwaale
Daraale, karle joh hai karna
Main nahi darna
Main nahi darna
Main nahi darna
Oye main nahi marna
Main nahi marna
Main nahi marna
Main nahi darna
Main nahi marna
Main nahi darna
Oye main nahi marna
Watch Video