Lyric4U
Ho Maine Pyar Kiya

Jis Desh Mein Ganga Behti Hai

Watch Video
Lyrics
Ho maine pyar kiya
Hoye hoye kya jurm kiya
Ho maine pyar kiya
Hoye hoye kya jurm kiya
In aankhon ka rang ho gaya gulabi gulabi
Haaye haaye haaye haaye dil ki halat sharabi sharabi

Thar-thar mann mera kaanpe, aankh meri sharmaye
O gore gore tann par aaj pasina aaye
Haaye kahan tak dil sambhalun
Teer sa chubha kaise nikalun
Ho badh gayi aur dil ki betaabi betaabi
Haaye haaye haaye haaye dil ki halat sharabi sharabi
In aankhon ka rang ho gaya gulabi gulabi
Ho maine pyar kiya
Jab jab unko dekhun aane lage angdaai
Jab jab unko dekhun aane lage angdaai
Dheere dheere aakhir band ki kali muskaai

Haaye karun kya hosh nahi hai
Hum kahin aur dil kahin hai
Ho ban ban dole umariya shababi shababi
Haaye haaye haaye haaye dil ki halat sharabi sharabi
In aankhon ka rang ho gaya gulabi gulabi
Ho maine pyar kiya
Kya hai khatayein meri, aaj koi batlaye
Kaun se dil ko toda, kaun se dil tadpaye
Pyar kiya hai pyar ko jaanu
Aur koi insaaf na maanu
Ho pyar ki har ada lajawabi lajawabi