Heyy Babyy
Heyy Babyy
Lyrics
Ishq mohabbat pyar ki baatein
Bekaar ki baatein
Jhoothe hai saare vaade
Rasme na jaane, kasme na maane
Kare woh joh thaane
Hum toh bighde shehzaade
Heyy ... Babyy
Jee lene de is pal ko
Heyy ... Babyy
Kal ki sochenge kal ko
Heyy ... Babyy
Jee lene de is pal ko
Heyy ... Babyy
Kal ki sochenge kal ko
Aaja yahan
Mere sang aake zara jhoom le jaan-e-jaan
Yoon na jala
Honthon se honthon ko zara choom le jaan-e-jaan
Armaano ki in raaton mein
Aag lagi hai mere jazbaaton mein
Mujhko na aise tadpa
Ishq mohabbat pyar ki baatein
Bekaar ki baatein
Jhoothe hai saare vaade
Rasme na jaane, kasme na maane
Kare woh joh thaane
Hum toh bighde shehzaade
Heyy ... Babyy
Jee lene de is pal ko
Heyy ... Babyy
Kal ki sochenge kal ko
Heyy ... Babyy
Jee lene de is pal ko
Heyy ... Babyy
Kal ki sochenge kal ko
(Rap verse)
Kisko pata
Jaane dhal jaaye kab jawaaniyo ka nasha
Chal dilruba
Lele dono milke zindaganiyo ka mazaa
Madhoshi mein kho jaane de
Hota hai joh bhi yaara ho jaane de
Doori rahe na darmiyan
Ishq mohabbat pyar ki baatein
Bekaar ki baatein
Jhoothe hai saare vaade
Rasme na jaane, kasme na maane
Kare woh joh thaane
Hum toh bighde shehzaade
Heyy ... Babyy
Jee lene de is pal ko
Heyy ... Babyy
Kal ki sochenge kal ko
Heyy ... Babyy
Jee lene de is pal ko
Heyy ... Babyy
Kal ki sochenge kal ko
Heyy Babyy!
Watch Video