Lyric4U
Hey You

Shahenshah

Watch Video
Lyrics
Hey you
Hey you
Aankhen na chura
Khud ko mujhse na chupa
Zara mudke dekh
Hey you
Badan jal raha hai
Paas aa
Zara chhu ke dekh
Hey you
Gardish mein jab jaam aayenge
Mushkil mein hum kaam aayenge
Nasdeek aa aa aa aye ajnabi
Karle zara si si si hum dosti
Hey you
Gardish mein jab jaam aayenge
Mushkil mein hum kaam aayenge
Nasdeek aa aa aa aye ajnabi
Karle zara si si si hum dosti
Hey you
Dhinak dhin da, dhinak dhin da, dhinak dhin da
Masti ne li hai angdaaiyan
Das lengi humko tanhaaiyan
Mehfil mein hongi rusvaaiyan
Dono ke sar pe ilzaam aayenge
Hey you
Gardish mein jab jaam aayenge
Mushkil mein hum kaam aayenge
Nasdeek aa aa aa aye ajnabi
Karle zara si si si hum dosti
Hey you
La la la ... la la la ... la la la ... la la la
Aankhon ki bhi ek zubaan hai
Yeh duniya jis se anjaan hai
Kya tumko iski pehchaan hai
Aankhon aankhon mein paighaam aayenge
Hey you
Gardish mein jab jaam aayenge
Mushkil mein hum kaam aayenge
Nasdeek aa aa aa aye ajnabi
Karle zara si si si hum dosti
Hey you
Phir kab jaane apni mulaqat ho
Mehfil ki aakhri raat ho
Khulkar lekin kaise baat ho
Baaton baaton mein kayi naam aayenge
Hey you
Gardish mein jab jaam aayenge
Mushkil mein hum kaam aayenge
Nasdeek aa aa aa aye ajnabi
Karle zara si si si hum dosti
Hey you
Watch Video