Lyric4U
Haye Re Haye

Humjoli

Watch Video
Lyrics
Haye re haye
Neend nahi aaye
Chain nahi aaye
Dil mein tu samaye
Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana
Haye re haye
Neend nahi aaye
Chain nahi aaye
Dil mein tu samaye
Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana
Koi dekh le agar ... gham na kar
Koi dekh le agar ... tu gham na kar
Mujhe toh lag raha hai dar ... kyun magar
Rut suna rahi hai preet ki kahaniyan
Haye re haye ... haye
Mast ghata chhaye ... haye
Pyaas na bhujaye ... haye
Aag si lagaye
Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana
Dil ne dil se kya kaha ... kya pata
Dil ne dil se kya kaha ... yeh kya pata
Zara sa mere paas aa ... kyun bhala
Aa tujhe main de doon prem ki nishaniyan
Haye re haye
Jaan ghabraye
Aankh jhuki jaaye
Saans ruki jaaye
Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana
Chhedti hai yeh hawa ... kya hua
Chhedti hai yeh hawa ... toh kya hua
Jaaga hai dil mein dard sa ... kyun bhala
Rang la rahi hai pyar ki jawaniyan
Haye re haye ... haye
Zulf ke yeh saaye ... haye
Hosh uda jaaye ... haye
Paanv dagmagaye
Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana
Aaya pyar bhara mausam deewana, deewana
Watch Video