Hawa Sard Hai
Bol Radha Bol
Lyrics
Hawa sard hai khidki band karlo
Hawa sard hai khidki band karlo
Band kamre mein
Band kamre mein chahat buland karlo
Band kamre mein chahat buland karlo
Paas baitho
Paas baitho zara baatein chand karlo
Paas baitho zara baatein chand karlo
Band kamre mein chahat buland karlo
Band kamre mein chahat buland karlo
Surmayi ghatta shabnami samma
Dil mein pyaas hai dhadkane jawaan
Surmayi ghatta shabnami samma
Dil mein pyaas hai dhadkane jawaan
Aise mein hum bhala ab door kyun rahe
Milke judaai ka yeh dard kyun sahe
Chhuke gulaabi labon ko chaane laga hai nasha
Baahon mein aake teri kyun aane laga hai maza
Apni nigahon mein nazar band karlo
Paas baitho zara baatein chand karlo
Paas baitho zara baatein chand karlo
Band kamre mein chahat buland karlo
Band kamre mein chahat buland karlo
Sirf hum yahan teesra nahi
Beet jaaye na waqt yeh haseen
Sirf hum yahan teesra nahi
Beet jaaye na waqt yeh haseen
Doori nahi koi dono ke darmiyan
Kismat se hai mila mauka yeh dilruba
Yeh mere dil ki sada hai mujhko gale se laga
Saanson mein tujhko basa loon, aa meri baahon mein aa
Husn ke jalwon ko tum pasand karlo
Hawa sard hai khidki band karlo
Hawa sard hai khidki band karlo
Band kamre mein chahat buland karlo
Band kamre mein chahat buland karlo
Hawa sard hai khidki band karlo
Hawa sard hai khidki band karlo
Band kamre mein chahat buland karlo
Band kamre mein chahat buland karlo
Watch Video