Hata Saawan Ki Ghata
Hello Brother
Lyrics
Mere sapno ka woh raja
Mere dil ka woh rajkumar
Main toh uski deewani banungi
Uspe aane laga mujhko pyar
Karti hoon uska main ab intezaar
Yeh toh hai tujhko pata
Ae hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Mere sapno ka woh raja
O mere sapno ka woh raja
Mere dil ka woh rajkumar
Main toh uski deewani banungi
Uspe aane laga mujhko pyar
Karti hoon uska main ab intezaar
Yeh toh hai tujhko pata
Ae hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Koi baat hai us mein, poocho na
Woh joh aaya pasand mujhko
O koi baat hai us mein, poocho na
Woh joh aaya pasand mujhko
O tune aaj mujhe pehchana hai
Maine maana akal hai tujhko
Main toh tere chakkar mein aaungi nahi
Main toh tere chakkar mein aaungi nahi
Kitna bhi mujhko pata
Ae hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Tere sapno mein joh aata hai
Wohi dilbar hoon main jaana
O tere sapno mein joh aata hai
Wohi dilbar hoon main jaana
Woh toh aur koi duja hai
Mera majnu mera deewana
Haal tu kya jaane tere majnu ka
Haal tu kya jaane tere majnu ka
Hoga kurta bhi saala phata
Ae hata saawan ki ghata
Ae ae hata saawan ki ghata
Mere sapno ka woh raja
Mere dil ka woh rajkumar
Main toh uski deewani banungi
Uspe aane laga mujhko pyar
Karti hoon uska main ab intezaar
Yeh toh hai tujhko pata
Ae hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Watch Video