Lyric4U
Hasratein Hai Bahut Magar

Aatish

Watch Video
Lyrics
Hasratein hai bahut magar tumse main kya kahoon

Leke baahon mein main tumhe pyar karta rahoon
Khwaishein hai bahut magar tumse main kya kahoon

Hadh se aage guzar ke bhi ab mohabbat karoon

Jaan-e-wafa, jaan-e-jahan
Aisi ada hogi kahan
Dekha sanam maine tumhe
Behke mere kadam
Aankhen mili, palkein jhuki
Jaadu jaga, saansein ruki
Aise mujhe chhedo na tum
Aaye badi sharam
Chahatein hai bahut magar tumse main kya kahoon
Chahatein hai bahut magar tumse main kya kahoon
Leke baahon mein main tumhe pyar karta rahoon
Khwaishein hai bahut magar tumse main kya kahoon
Hadh se aage guzar ke bhi ab mohabbat karoon
Bechain main hone lagi
Jane kahan khone lagi
Khushboo bina mehka badan
Chane laga nasha
Maine kaha, tumne suna
Dhadkan bani dil ki zuban
Tanha yahan hum joh mile
Aane laga mazaa
Aarzu hai bahut magar tumse main kya kahoon