Hasi (Female)
Hamari Adhuri Kahani
Lyrics
Haan aa aa ... o o o
Main jaan ye vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe
Beinteha pyar doon
Main jaan ye vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe
Beinteha pyar doon
Sari haddein meri
Ab maine todh di
Dekar mujhe pataa
Awaargi ban gaye
Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
Haan aa aa ... o o o
Kya khoob rab ne kiya
Bin maange itna diya
Warna hai milta kahan
Hum kaafiron ko khuda
Kya khoob rab ne kiya
Bin maange itna diya
Warna hai milta kahan
Hum kaafiron ko khuda
Hasratein ab meri
Tumse hai ja mili
Tum dua ab meri
Aakhri ban gaye
Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
O o o ... haan aa aa
Haan aa aa ... o o o
Watch Video