Haseeno Ka Deewana
Kaabil
Lyrics
Kisi ko mera shauq hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawaani kehte hai mujhe
Hai mere aashiq har jagah
Kisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste maange dua
Sara zamaana haseeno ka deewana
Zamaana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Sara zamaana haseeno ka deewana
Zamaana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Sara zamaana
Ladki ekdum right hai
Ladki dynamite hai
Ladki ke chakkar mein daily
Gali gali mein fight hai
Thoda humein do time yaara
Love nahi hai crime yaara
Har din mujhko better lage
Tu ladki hai ya wine
Arre janta ko jawaab do
Kab padogi pyar mein
Saari duniya lagi hui hai
Hum bhi hai kataar mein
Sara zamaana haseeno ka deewana
Sara zamaana haseeno ka deewana
Sara zamaana haseeno ka deewana
Sara zamaana
Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyar karle
Joh kabhi bhi khatm na ho
Woh aitbaar karle
Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyar karle
Joh kabhi bhi khatm na ho
Woh aitbaar karle
Kisi ko mera shauq hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawaani kehte hai mujhe
Hai mere aashiq har jagah
Kisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste maange dua
Sara zamaana haseeno ka deewana
Zamaana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Sara zamaana
Watch Video