Lyric4U
Halkat Jawani

Heroine

Watch Video
Lyrics
Aaja ... aaja ... aaja ... aa aaja
Aaja zara sarak le
Gir le zara behak le
Saiyaan zara chhalak le, haaye
Aake moh se lipat le
Tedha zeher hai yeh isse na kar chhedkhani
Night ki naughty kahani
Yeh halkat jawani
Yeh halkat jawani
Meetha yeh namkeen pani
Yeh halkat jawani
Yeh halkat jawani
Night ki naughty kahani
Yeh halkat jawani
Yeh halkat jawani
Jawani!
Joban hai pyaasa tu zor kare
Ainvayi yeh dil mein bhi shor kare
Haaye, joban hai pyaasa tu zor kare
Ainvayi yeh dil mein bhi shor kare
Takkiya bana le patt le
Kambal bana rapat le
Tann hai katila baras ki ada hai shaitani
Night ki naughty kahani
Yeh halkat jawani
Yeh halkat jawani
Meetha yeh namkeen pani
Yeh halkat jawani
Yeh halkat jawani
Night ki naughty kahani
Jawani, yeh halkat jawani
Chhoron ki neeyat halaal kare
Arre basti mein daily bawaal kare
Haaye, chhoron ki neeyat halaal kare
Basti mein daily bawaal kare
Item bana ke rakh le, haaye
Chakhna bana ke chakh le
Aankhon ko kyun seke, haathon se kar manmaani
Night ki naughty kahani
Yeh halkat jawani
Yeh halkat jawani
Hui main hui paani paani
Yeh halkat jawani
Yeh halkat jawani
Night ki naughty kahani
Yeh halkat jawani
Yeh halkat jawani
Aaye haaye ... oye hoye
Aaye haaye ... oye hoye
Jawani, halkat jawani haaye
Watch Video