Hai Yehi Zindagi
Kick
Lyrics
Jaane kahan pe bhatki thi zindagi
Woh aansoon the jinko
Main samjha tha khushi
Jaane kahan pe bhatki thi zindagi
Woh aansoon the jinko
Main samjha tha khushi
Bewajah jeeya ab tak
Pataa na tha
Aaj jaana hai
Waqt ke chhote se ek pal mein
Hai sadiyon ki khushi
Hai yehi zindagi ... o o o
Hai sadiyon ki khushi
Hai yehi zindagi ... o o o
Raahon mein raahein khuda ki mil gayi
Oh unpe ab chalna
Nahi jaana hai kahin
Raahon mein raahein khuda ki mil gayi
Oh unpe ab chalna
Nahi jaana hai kahin
Roshni na thi aaisi
Kabhi pehle in nigaahon mein
Aaj joh mila khud ko
Laga mujh ko main pehla sa nahin
Hai yehi zindagi ... o o o
Hai sadiyon ki khushi
Hai yehi zindagi ... o o o
Watch Video