Hai Apna Dil To Awara
Solva Saal
Lyrics
Hai apna dil to awara ... hmm hmm hmm
Hai apna dil to awara
Na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awara
Na jaane kis pe aayega
Haseeno ne bulaya
Gale se bhi lagaya
Bahut samjhaya
Yehi na samjha
Haseeno ne bulaya
Gale se bhi lagaya
Bahut samjhaya
Yehi na samjha
Bahut bhola hai bechara
Na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awara
Na jaane kis pe aayega
Ajab hai deewana
Na dar, na thikana
Zameen se begana
Falak se juda
Ajab hai deewana
Na dar, na thikana
Zameen se begana
Falak se juda
Yeh ek toota hua taara
Na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awara
Na jaane kis pe aayega
Zamana dekha sara
Hai sabka sahara
Yeh dil hi humara
Hua na kisi ka
Zamana dekha sara
Hai sabka sahara
Yeh dil hi humara
Hua na kisi ka
Safar mein hai yeh banjara
Na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awara
Na jaane kis pe aayega
Hua joh kabhi raazi
To mila nahin kaazi
Jahan pe lagi baazi
Wahin pe haara
Hua joh kabhi raazi
To mila nahin kaazi
Jahan pe lagi baazi
Wahin pe haara
Zamane bhar ka naakara
Na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awara
Na jaane kis pe aayega
Watch Video