Haathon Ki Chand Lakeeron Ka
Vidhaata
Lyrics
Haathon ki chand lakeeron ka
Haathon ki chand lakeeron ka
Sab khel hai bas taqdeeron ka
Sab khel hai bas taqdeeron ka
Taqdeer hai kya, main kya jaanu
Taqdeer hai kya, main kya jaanu
Taqdeer hai kya, main kya jaanu
Main aashiq hoon tadbeeron ka
Main aashiq hoon tadbeeron ka
Haathon ki chand lakeeron ka
Apni taqdeer se kaun lade
Panghat pe pyaase log khade
Apni taqdeer se kaun lade
Panghat pe pyaase log khade
Mujhko karne hai kaam bade
O yaara kaam bade
O laale kaam bade
Hai shauk tujhe taqdeeron ka
Hai shauk tujhe taqdeeron ka
Main aashiq hoon tadbeeron ka
Haathon ki chand lakeeron ka
Main maalik apni kismat ka
Main banda apni himmat ka
Main maalik apni kismat ka
Main banda apni himmat ka
Dekhenge tamasha daulat ka
Yaara daulat ka
O yaara daulat ka
Hum bhes badalke fakeeron ka
Hum bhes badalke fakeeron ka
Dekhenge khel taqdeeron ka
Taqdeer hai kya, main kya jaanu
Taqdeer hai kya, main kya jaanu
Main aashiq hoon tadbeeron ka
Haathon ki chand lakeeron ka
Watch Video