Lyric4U
Haareya

Meri Pyaari Bindu

Watch Video
Lyrics
Dekheya main chaand dekheya
Nooran wale sitaare dekheya
Par tere jaisa na koi dekheya main
Lagta hai nigaahon mein teri
Bin doobe rehna hi nahi
Mujhe ishq yeh karne se
Ab koi bhi na rok sakeya
O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
Main haara tujhpe o o o
O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
Main haara tujhpe
Main haara tujhpe o o o
Khuli aankhon se dekha woh haseen khwaab hai tu
Dil mein joh utar jaaye woh pyaari baat hai tu
Khuli aankhon se dekha woh haseen khwaab hai tu
Dil mein joh utar jaaye woh pyaari baat hai tu
Tere naam ka nasha nasha hai zubaan pe chha gaya
Is bekhudi mein doobne se main khud ko na rok sakeya
Dekheya main phool dekheya
Khushboo ke nazare dekheya
Par tere jaisa na koi dekheya main
Lagta hai baahon mein teri
Bikhre bin rehna hi nahi
Mujhe ishq yeh karne se
Ab koi bhi na rok sakeya
O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
Main haara tujhpe o o o
Main haareya main dil haareya
Ke haareya main dil haareya
Lo haareya main dil haareya
Main haara tujhpe
Main haara tujhpe o o o
Watch Video