Lyric4U
Haan Tu Hain

Jannat

Watch Video
Lyrics
Joh khwabon khayalon mein
Socha nahi tha
Tune mujhe itna pyar diya
Mein jab bhi jahan bhi
Kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujhpe saaya kiya
Haan ... joh khwabon khayalon mein
Socha nahi tha
Tune mujhe itna pyar diya
Mein jab bhi jahan bhi
Kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujhpe saaya kiya
Haan tu hai
Haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khwabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Haan tu hai
Haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khwabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Iraadon mein tu hai
Yeah, we could fall in love
I say, I could fall in love with you
Yeah, we could fall in love
And I say, I could fall in love with you
Koi bhi aaisa lamha nahi hai
Jis mein mere tu hota nahi hai
Main so bhi jaon raaton mein lekin
Tu hai ki mujh mein sota nahi hai
Tu hai ki mujh mein sota nahi
Haan tu hai
Haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khwabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Haan tu hai
Haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khwabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Iraadon mein tu hai
Hai teri inaayat tujh se mili hai
Hothon pe mere hassi joh khili hai
Usse mera chehra chupa bhi na paye
Tujhe paake hasil hui joh khushi hai
Tujhe paake hasil hui joh khushi
Haan tu hai
Haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khwabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Joh khwabon khayalon mein
Socha nahi tha
Tune mujhe itna pyar diya
Mein jab bhi jahan bhi
Kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujhpe saaya kiya
Haan tu hai
Haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khwabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Haan tu hai
Haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khwabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Iraadon mein tu hai
Watch Video