Haan Main Jitni Martaba
All The Best
Lyrics
Haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagta hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chale
Bata doon main tujhe
Haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagta hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chale
Bata doon main tujhe
Haan tu jeene ki wajah
Dikhe tu har jagah
Nazar jaaye jahan
Haan haan haan ke tere saath hi
Chalegi har ghadi
Yeh meri dastaan
Haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagta hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chale
Bata doon main tujhe
Haan kya galti hai meri
Joh baaton mein teri
Aa gaya, aa gaya dil mera
Haan zamana chhod ke
Hamesha ke liye
Ho gaya, ho gaya dil tera
Haan tu mera pyar hai
Mera dildar hai
Tu mera hai jahaan
Haan haan haan yeh lamhe khaas hai
Joh hum tum paas hai
Nahi hai dooriyan
Haan haan haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagta hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chale
Bata doon main tujhe
Haan nigaahon mein rahoon
Ya baahon mein rahoon
Main kabhi na kahin pe jaaon
Haan iraada hai mera
Yeh vaada hai mera
Na kabhi main tujhe tadpaon
Haan tujhe main doon khushi
Tu meri hai zameen
Hai tu hi aasmaan
Haan Haan haan yeh meri zindagi
Hai tujh mein hi kahin
Hai jana ab kahan
Haan haan haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagta hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chale
Bata doon main tujhe
Haan tu jeene ki wajah
Dikhe tu har jagah
Nazar jaaye jahan
Haan haan haan ke tere saath hi
Chalegi har ghadi
Yeh meri dastaan
Haan haan haan main jitni martaba
Tujhe hoon dekhta
Yeh lagta hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chale
Bata doon main tujhe
Watch Video