Lyric4U
Haal Kaisa Hai Janaab Ka

Chalti Ka Naam Gaadi

Watch Video
Lyrics
Haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum toh machal gaye ho ho ho
Yun hi fisal gaye ha ha ha
Haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum toh machal gaye ho ho ho
Yun hi fisal gaye ha ha ha
Behki behki, chale hai pawan joh ude hai tera aanchal
Chhodo chhodo, dekho dekho gore gore kaale kaale baadal
Behki behki, chale hai pawan joh ude hai tera aanchal
Chhodo chhodo, dekho dekho gore gore kaale kaale baadal
Kabhi kuch kehti hai
Kabhi kuch kehti hai
Zara nazar ko sabhalna
Haal kaisa hai janaab ka
Hey kya khayal hai aapka
Haaye tum toh machal gaye ho ho ho
Hmm hmm yun hi fisal gaye ha ha ha
Pagli pagli, kabhi tune socha raste mein gaye mil kyun
Pagle pagle, teri baaton baaton mein dhadkta hai dil kyun
Pagli pagli, kabhi tune socha raste mein gaye mil kyun
Pagle pagle, teri baaton baaton mein dhadkta hai dil kyun
Kabhi kuch kehti hai
Kabhi kuch kehti hai
Zara nazar ko sabhalna
Haal kaisa hai janaab ka
Haaye haaye kya khayal hai aapka
Tum toh machal gaye ho ho ho
Yun hi fisal gaye ha ha ha
Kaho ji kaho ji, roz tere sang yun hi dil behlayein kya
Suno ji suno ji, samajh sako toh khud samjho batayein kya
Kaho ji kaho ji, roz tere sang yun hi dil behlayein kya
Suno ji suno ji, samajh sako toh khud samjho batayein kya
Kabhi kuch kehti hai
Kabhi kuch kehti hai
Zara nazar ko sabhalna
Haaye haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum toh machal gaye ho ho ho
Yun hi fisal gaye ha ha ha
Haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum toh machal gaye ho ho ho
Yun hi fisal gaye ha ha ha
Haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum toh machal gaye ho ho ho
Yun hi fisal gaye ha ha ha
Watch Video