Lyric4U
Gustakhiyan Hai

Aankhen (2002)

Watch Video
Lyrics
Gustakhiyan hai, betaabiyan hai
Chaayi hai madhoshiyan
Hosh uda do sab kuch bhula do
Todo yeh khamoshiyan
Yeh dhadkan ki raftaar hai
Yeh saanson ka angaar hai
Ishq sulagne do zara
Yeh chahat ka ikraar hai
Jaanejaan ... jaanejaan
O jaanejaan ... O jaanejaan
Gustakhiyan hai, betaabiyan hai
Chaayi hai madhoshiyan
Aawara armaan hai
Yeh dil ka elaan hai
Jaan tujhpe qurbaan hai jaanejaan
Aawara armaan hai
Yeh dil ka elaan hai
Jaan tujhpe qurbaan hai jaanejaan
Ek hulchul si hone lagi
Main jannat mein khone lagi
Mujhko baahon mein thaam lo
Phir na rukne ka naam lo
Gustakhiyan hai, betaabiyan hai
Chaayi hai madhoshiyan
Deewarein sab tod do
Mausam ka rukh mod do
Har kashti ko chhod do jaanejaan ... jaanejaan
Deewarein sab tod do
Mausam ka rukh mod do
Har kashti ko chhod do jaanejaan ... jaanejaan
Main hoon teri aagosh mein
Kuch hosh mein, kuch josh mein
Kuch sholay hai, kuch hai jalan
Kuch behke behke hai kadam
Watch Video