Gun Guna Rahe Hai Bhanware
Aradhana
Lyrics
Gun guna rahe hai bhanware
Khil rahi hai kali kali
Gun guna rahe hai bhanware
Khil rahi hai kali kali
Gali gali, kali kali
Gun guna rahe hai bhanware
Khil rahi hai kali kali
Zara dekho sajan
Baimaan bhanwara kaise muskaye
Haaye kali yoon sharmaye
Ghunghat mein gori jaise chup jaye
Haaye zara dekho sajan
Baimaan bhanwara kaise muskaye
Haaye kali yoon sharmaye
Ghunghat mein gori jaise chup jaye
Rut aisi, haaye kaisi
Yeh pavan chali gali gali
Gun guna rahe hai bhanware
Khil rahi hai kali kali
Gali gali, kali kali
Gun guna rahe hai bhanware
Khil rahi hai kali kali
Kisi ko kya kahe
Hum dono bhi hai dekho kuch khoye
Hoye hua kya oye oye
Jaage jiya mein armaan soye
Kisi ko kya kahe
Hum dono bhi hai dekho kuch khoye
Hoye hua kya oye oye
Jaage jiya mein armaan soye
Rut aisi, haaye kaisi
Yeh pavan chali gali gali
Gun guna rahe hai bhanware
Khil rahi hai kali kali
Gali gali, kali kali
Gun guna rahe hai bhanware
Khil rahi hai kali kali
Suno paas na aao
Kali ke bahane pyar na jatao
Jaao chalo baat na banao
Bhanware ke bahane aankh na ladao
Jaao suno paas na aao
Kali ke bahane pyar na jatao
Jaao chalo baat na banao
Bhanware ke bahane aankh na ladao jaao
Rut aisi, haaye kaisi
Yeh pavan chali gali gali
Gun guna rahe hai bhanware
Khil rahi hai kali kali
Gun guna rahe hai bhanware
Khil rahi hai kali kali
Gali gali, kali kali
Gali gali, kali kali
Gali gali, kali kali
Watch Video