Lyric4U
Gumshuda

Chalte Chalte (2003)

Watch Video
Lyrics
Gumshuda gumshuda
Koi hua, kahan hua
O kal tha main yahan
Woh bhi thi yahin
Main hoon phir yahan
Lekin woh nahi
Gumshuda gumshuda
Gumshuda ho gumshuda
Dekhne mein hai haseen
Rehti hai yahin kahin
Kho gayi, haan kho gayi
Woh pari, woh apsara
Dilnasheen, dilruba
Kho gayi, haan kho gayi
Phirta hoon yahan wahan
Leke apne dil aur jaan
Phirta hoon yahan wahan
Leke apne dil aur jaan
Dhoondha sara jahaan
Kya jaane woh hai kahan
Gumshuda gumshuda
Gumshuda ho gumshuda
Gumshuda ho re gumshuda
Arre sajana, mann mohana
Ya bana toh bhula toh bana de re usse priyatama
Aai ga!
Dil ki in baaton se main tha bilkul anjana
Dil ki in baaton se main tha bilkul anjana
Lekin us ladki ne kar dala hai deewana
Jahan bhi main dekhoon
Lagta hai woh khadi hai
Bas uska hi chehra
Aankhon mein har ghadi hai
Itni bhi kya bechaini hai
Kya hai daastan
Gumshuda gumshuda
Gumshuda gumshuda
Gumshuda ho re gumshuda
Yaaron tum joh mujhko us ladki se milwa do
Yaaron tum joh mujhko us ladki se milwa do
Meri khoyi khushiya joh phir wapas dilwa do
Ghar joh dikha do uska
Ghar apna luta doon yaara
Ab joh mile woh mujhko
Usse apna bana loon yaara
Jaane poore kab honge
Bechare ke armaan
Gumshuda gumshuda
Gumshuda ho gumshuda
Gumshuda ho gumshuda
Dekhne mein hai haseen
Rehti hai yahin kahin
Kho gayi, haan kho gayi
Woh pari, woh apsara
Dilnasheen, dilruba
Kho gayi, haan kho gayi
Phirta hoon yahan wahan
Leke apne dil aur jaan
Dhoondha sara jahaan
Kya jaane woh hai kahan
Gumshuda gumshuda
Gumshuda ho dilruba
Gumshuda gumshuda
Gumshuda meri mehbooba
Gumshuda gumshuda
Gumshuda meri dilruba
Watch Video