Lyric4U
Goron Ki Na Kalon Ki

Disco Dancer

Watch Video
Lyrics
Goron ki na kalon ki
Duniya hai dilwalon ki
Haan goron ki na kalon ki
Duniya hai dilwalon ki
Haske jeeye, haske mare
Hum jaise dilwalon ki
Ho oh goron ki na kalon ki
Duniya hai dilwalon ki
Gali gali mein geet hamare goonjhe subah-o-shaam
Hum geeton ke saudagar hai, yahi hamara kaam
Gali gali mein geet hamare goonjhe subah-o-shaam
Hum geeton ke saudagar hai, yahi hamara kaam
Na sona, na chandi
Geeton se humko pyar
Na sona, na chandi
Geeton se humko pyar
Goron ki na kalon ki
Duniya hai dilwalon ki
Goron ki na kalon ki
Duniya hai dilwalon ki
Jeena hai din char yahan, khush hoke jee le yaar
Karna hai kuch agar tujhe, jee bharke karle pyar
Jeena hai din char yahan, khush hoke jee le yaar
Karna hai kuch agar tujhe, jee bharke karle pyar
Kya tera, kya mera
Bhula de mere yaar
Kya tera, kya mera
Bhula de mere yaar
Goron ki na kalon ki
Duniya hai dilwalon ki
Haske jeeye, haske mare
Hum jaise dilwalon ki
Ho oh goron ki na kalon ki
Duniya hai dilwalon ki
Goron ki na kalon ki
Duniya hai dilwalon ki
Watch Video