Lyric4U
Gore Rang Pe Na

Roti

Watch Video
Lyrics
Gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jayega
Gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jayega
Main shamma hoon tu hai parwana
Main shamma hoon tu hai parwana
Mujhse pehle tu jal jayega
Gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jayega
Roop mit jaata hai yeh pyar-e-dildaar nahi mit'ta
Phool murjhane se gulzar-o-sarkar nahi mit'ta
Roop mit jaata hai yeh pyar-e-dildaar nahi mit'ta
Kya baat kahi hai oye tauba
Kya baat kahi hai oye tauba
Yeh dil beimaan machal jayega
Gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jayega
Aapko hai aisa inkaar toh yeh pyar yahin chhodo
Pyar ka mausam hai bekaar ki takraar yahin chhodo
Aapko hai aisa inkaar toh yeh pyar yahin chhodo
Haathon mein haath zara de do
Haathon mein haath zara de do
Baaton mein waqt nikal jayega
Main shamma hoon tu hai parwana
Mujhse pehle tu jal jayega
Main tujhe kar daalun masroor nashe mein choor toh manoge
Tumse main ho jaun kuch door ae magroor toh manoge
Main tujhe kar daalun masroor nashe mein choor toh manoge
Tu lakh bacha mujhse daaman
Tu lakh bacha mujhse daaman
Yeh husn ka jaadu chal jayega
Gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jayega
Watch Video