Gore Gore Mukhde Pe
Suhaag
Lyrics
Gore gore mukhde pe kaala kaala chashma
Gore gore mukhde pe kaala kaala chashma
Tauba khuda khair kare khoob hai karishma, khoob hai karishma

Dekho isko gaur se ladki hai ke hoor hai
Jaadu iske roop mein yeh kitni magroor hai
Dekho isko gaur se ladki hai ke hoor hai
Jaadu iske roop mein yeh kitni magroor hai
Dekhun jab dekhun isse dil dhadke
Tadpe jawani daayi aankh phadke
Dekhun jab dekhun isse dil dhadke
Tadpe jawani daayi aankh phadke
Tauba khuda khair kare khoob hai karishma, khoob hai karishma
Gore gore mukhde pe kaala kaala chashma
Gore gore mukhde pe kaala kaala chashma
Aadat apni chhod de, kehna mera mann le
Jaani main kya cheez hoon tu mujhko pehchan le
Aadat apni chhod de, kehna mera mann le
Jaani main kya cheez hoon tu mujhko pehchan le
Ja re ja anadi aisi baatein na bana
Jaanu main toh jaanu teri marzi hai kya
Ja re ja anadi aisi baatein na bana
Jaanu main toh jaanu teri marzi hai kya
Tune meri jaan mera dekha na karishma, dekha na karishma

Watch Video