Goli Maar
Satya
Lyrics
Aye goli maar bheje mein
Dichkiyaoon!
Ke bheja shor karta hai
Aye goli maar bheje mein
Dichkiyaoon!
Ke bheja shor karta hai
Bheje ki sunega toh marega Kallu
Bheje ki sunega toh marega Kallu
Arre tu karega doosra bharega Kallu
Mama Kallu Mama
Aye Mama Kallu Mama
Goli maar bheje mein
Dichkiyaoon!
Ke bheja shor karta hai
Bheje ki sunega toh marega Kallu
Tu karega doosra bharega Kallu
Mama Kallu Mama
Aye Mama Kallu Mama
Aye soch woch chhod bheja kahe ko kharochna
Mama Kallu Mama
Apna kaam maal haath aaye toh dabochna
Mama Kallu Mama
Soch woch chhod bheja kahe ko kharochna
Apna kaam maal haath aaye toh dabochna
Atka atka joh bhi phatka jhatka de
Latka latka daal matka arre satka de
Yedhe woh marega joh darega Kallu
Bheje ki sunega toh marega Kallu
Mama Kallu Mama
Aye Mama Kallu Mama
Ma ... ma ... ma ... ma
Ma ... ma ... ma ... ma
Din mein kholi raat teen batti pe guzaar di
Thodi chadh gayi toh teen patti mein utaar di
Din mein kholi raat teen batti pe guzaar di
Thodi chadh gayi toh teen patti mein utaar di
Arre khopdi ki jhopdi mein phatka de
Aad phaad maar chaad katka de katka de
Jokeron ki naukri karega Kallu
Bheje ki sunega toh marega Kallu
Mama Kallu Mama
Aye Mama Kallu Mama
Aye goli maar bheje mein
Dichkiyaoon!
Ke bheja shor karta hai
Bheje ki sunega toh marega Kallu
Tu karega doosra bharega Kallu
Mama Kallu Mama ... Mama
Aye Mama Kallu Mama
Mama Kallu Mama ... Mama
Aye Mama Kallu Mama
Mama Kallu Mama ... Mama
Watch Video