Ghunghte Mein Chanda Hai
Koyla
Lyrics
Ghunghte mein chanda hai phir bhi hai phaila charon aur ujala

Hosh na kho de kahin josh mein dekhne wala

Aaj sundarta dulhan bani hai
Koi kismat ka kitna dhani hai
Aaj sundarta dulhan bani hai
Koi kismat ka kitna dhani hai
Munh dikhlayi ki khatir
Dil kya jaan bhi hai hazir
Munh dikhlayi ki khatir
Dil kya jaan bhi hai hazir
Badalon ko moor dekhe, chand ko chakor dekhe, tujhko naseebo wala
Hosh na kho de kahin josh mein dekhne wala
Hosh na kho de kahin josh mein dekhne wala
Ghunghte mein chanda hai phir bhi hai phaila charon aur ujala
Hosh na kho de kahin josh mein dekhne wala
Hosh na kho de kahin josh mein dekhne wala
Paas tu door tak hai nazare
Mil rahe hai dilon ko sahare
Paas tu door tak hai nazare
Mil rahe hai dilon ko sahare
Leke bahaarein tu aayi
Door huyi hai tanhai
Leke bahaarein tu aayi
Door huyi hai tanhai
Ghar ko sanwar dega, dil ko qaraar dega, roop yeh tera nirala

Watch Video