Lyric4U
Gazab Ka Hai Yeh Din

Sanam Re

Watch Video
Lyrics
Chal pade hai hum aaisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan
Yeh samaan hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hai har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara
Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi rehne do mujhe
Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna theharna mujhko aata hai kahan
Yeh samaan hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hai har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara
Neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun samaan
Lagta hai ghaas par soya aasmaan
Yeh mastiyan meri
Manmaaniyan meri
Lo mil gayi mujhe azaadiyan meri
Yeh samaan hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hai har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara
Chal pade hai hum aaisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan
Yeh samaan hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hai har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara
Watch Video