Gawah Hain Chand Taare
Damini
Lyrics
Gawah hain chand taare gawah hain
Gawah hain chand taare gawah hain
Tere mere milan ke apne deewanepan ke
Nazare gawah hain
Gawah hain chand taare gawah hain
Gawah hain chand taare gawah hain
Tere mere milan ke apne deewanepan ke
Nazare gawah hain
Gawah hain chand taare gawah hain
Tumko rakhoonga dil mein basake
Meri dhadkan tum ho
Dekhoonga tumko shaam-o-sehar main
Mera darpan tum ho
Tumko rakhoonga dil mein basake
Meri dhadkan tum ho
Dekhoonga tumko shaam-o-sehar main
Mera darpan tum ho
Jee na sakoonga main hoke juda
Gawah hain chand taare gawah hain
Gawah hain chand taare gawah hain
Tere mere milan ke apne deewanepan ke
Nazare gawah hain
Gawah hain chand taare gawah hain
Damini, Damini, Damini o meri Damini
Damini, Damini, Damini o meri Damini
Bhool gayi main is duniya ko
Pyar hua jabse
Tere sivah kuch aur na maangoon
Main toh mere rab se
Bhool gayi main is duniya ko
Pyar hua jabse
Tere sivah kuch aur na maangoon
Main toh mere rab se
Seene mein armaan hain lab pe dua
Gawah hain chand taare gawah hain
Gawah hain chand taare gawah hain
Tere mere milan ke apne deewanepan ke
Nazare gawah hain
Gawah hain chand taare gawah hain
Gawah hain chand taare gawah hain
Damini, Damini, Damini o meri Damini
Damini, Damini, Damini o meri Damini
Damini, Damini, Damini main teri Damini
Damini, Damini, Damini main teri Damini
Watch Video