Lyric4U
Ganpati Bappa Morya

Marte Dam Tak

Watch Video
Lyrics
Ganpati bappa morya, morya re morya
Ganpati bappa morya, morya re morya
Mangal murti morya, morya re morya
Mangal murti morya, morya re morya
Muqabla, muqabla
Tere bhaktjano ka muqabla
Muqabla, muqabla
Tere bhaktjano ka muqabla
O kis mein kitni bhakti hai
Kis mein kitni shakti hai
Haan kaun yeh baazi maarega
Kaun khel mein haarega haarega
Mauka mila, mauka mila
Badi muskil se yeh mauka mila
Mauka mila, mauka mila
Badi muskil se yeh mauka mila
Yeh mauka nahi chhodenge
Aaj patakhe phodenge
Ho jaan ke humne mauka diya
Apna vaada poora kiya
Muqabla, muqabla
Tere bhaktjano ka muqabla
Mauka mila, mauka mila
Badi muskil se yeh mauka mila
Vakratunda mahakaya hai tujh mein
Koti surya ki jyoti
Koti surya ki jyoti
Shub kaamo ke liye partham
Teri hi puja hoti
Teri hi puja hoti
Pehle puja karle phir hum
Duja kaam karenge
Duja kaam karenge
Lekar tera naam prabhu hum
Kaam tamaam karenge
Kaam tamaam karenge
Puja mein koi bair nahi
Par chheda toh khair nahi
Kaun yeh baazi maarega
Kaun khel mein haarega haarega
Muqabla, muqabla
Tere bhaktjano ka muqabla
Mauka mila, mauka mila
Badi muskil se yeh mauka mila
Shankar Suman bhawani ke nandan
Bhakton ke rakhware
Bhakton ke rakhware
Tera haath ho jiske sar pe
Koi usse kya maare
Koi usse kya maare
Arre jaan bhujhkar joh agyani
Maut ke mooh mein jaye
Maut ke mooh mein jaye
Arre kaise usse bachaye bhagwan
Kab tak usse bachaye
Kab tak usse bachaye
Kis mein kitni bhakti hai
Kis mein kitni shakti hai
Kaun yeh baazi maarega
Kaun khel mein haarega haarega
Muqabla, muqabla
Tere bhaktjano ka muqabla
Mauka mila, mauka mila
Badi muskil se yeh mauka mila
Jis Rana ke naam ko sunkar sajda kare zamana
Dushman ke ghar aa pahuncha woh Ganpati ka deewana
Dost se ho ya dushman se hum vaada kabhi na bhoole
Woh hathiyar bana hi nahi joh badan hamara chhu le
Jag ki himmat toh dekho
Parbat se takraye
Parbat se takraye
Apni hasti bhool ke chhatra
Dariya se hodh lagaye
Dariya se hodh lagaye
Tujh par jinhe bharosa
Nahi kisi se darte
Nahi kisi se darte
Marte dam tak bhakt tere
Tera hi dum bharte
Tera hi dum bharte
Kitna dum kis jaani mein
Kaun hai kitne paani mein
Hum yeh baazi maarenge
Haarne wale haarenge haarenge
Muqabla, muqabla
Tere bhaktjano ka muqabla
Mauka mila, mauka mila
Badi muskil se yeh mauka mila
Jai Ganesh jai Ganesh deva
Jai Ganesh jai Ganesh deva
Sewa kare so paave mewa
Jai Ganesh jai Ganesh deva
Ek dant balwant vinayak
Jai Ganesh jai Ganesh deva
Sab dukh harat, sakal sukh dayak
Jai Ganesh jai Ganesh deva
Thumri kirpa jis par hoyi
Jai Ganesh jai Ganesh deva
Uska shatru rahe na koi
Jai Ganesh jai Ganesh deva
Tu humko prano se pyara
Jai Ganesh jai Ganesh deva
Kar pranaam sweekar hamara
Jai Ganesh jai Ganesh deva
Kar pranaam sweekar hamara
Watch Video