Ganga Meri Maa Ka Naam
Tumse Achha Kaun Hai
Lyrics
Na main Sindhi, na main Marathi, na main hoon Gujarati
Na toh hai ik bhasha meri, na meri ik jaati
Ganga meri maa ka naam baap ka naam Himalaya

Ab tum khud hi faisla karlo main kis zube wala

Jis dharti ka main beta hoon uske mausam chaar

Garmi, sardi, patjhad aur albeli ritu bahaar
Jahan savera
Jahan savera gaata aaye raat bajhaye sitar, raat bajhaye sitar
Ganga meri maa ka naam baap ka naam Himalaya
Ab tum khud hi faisla karlo main kis zube wala
Ganga meri maa ka naam baap ka naam Himalaya
Main woh panchi jiski nisdin lakhon kos udaan

Uttar, dakhin, purab, paschim goonje meri taan
Desh vishal hai
Desh vishal hai mera jiska naam hai Hindustan, naam hai Hindustan
Ganga meri maa ka naam baap ka naam Himalaya
Ab tum khud hi faisla karlo main kis zube wala
Ganga meri maa ka naam baap ka naam Himalaya
Bangla prant mein jaun toh main karun kala se preet

Jab aaun Punjab toh bhangde ka ban jaun meet
Dakhin jaakar
Dakhin jaakar seekha maine Karnatak sangeet, Karnatak sangeet
Ganga meri maa ka naam baap ka naam Himalaya
Ab tum khud hi faisla karlo main kis zube wala
Ganga meri maa ka naam baap ka naam Himalaya
Main Madrasi, main Gujarati, main ik Rajasthani

Bada purana ek Marathi naya naya Haryani
Main kuch bhi hoon
Main kuch bhi hoon lekin sabse pehle Hindustani, pehle Hindustani

Watch Video