Lyric4U
Gabbar Singh Yeh Kehkar Gaya

100 Days

Watch Video
Lyrics
Ae dar gayi ... ha ha ha
Ik thi ladki bholi bhali
Har aahat se darne wali
Baat baat mein roh deti thi woh ... achha, haan
Ik din ek chota sa bacha
Umar mein joh tha bilkul kacha
Paas mein aake yeh bola usko ... kya
Gabbal Ching yeh kehkal gaya
Joh dal gaya woh mal gaya
Gabbar Singh yeh kehkar gaya
Joh dar gaya woh mar gaya
Gabbar Singh yeh kehkar gaya
Joh dar gaya woh mar gaya
Nadaan bacha hasi khel mein
Kodi ghazab ki dekar gaya
Nadaan bacha hasi khel mein
Kodi ghazab ki dekar gaya
Gabbar Singh yeh kehkar gaya
Joh dar gaya woh mar gaya
Gabbar Singh yeh kehkar gaya
Joh dar gaya woh mar gaya
Dilwalo ki hai yeh ada
Dilwalo ki hai yeh ada
Jeene ka lete hai maza
Jeene ka lete hai maza
Un baaton se kya darna
Jin par zor nahi apna
Haaye, haaye, haaye
Gabbar Singh yeh kehkar gaya
Joh dar gaya woh mar gaya
Gabbar Singh yeh kehkar gaya
Joh dar gaya woh mar gaya
Nadaan bacha hasi khel mein
Kodi ghazab ki dekar gaya
Nadaan bacha hasi khel mein
Kodi ghazab ki dekar gaya
Gabbar Singh yeh kehkar gaya
Joh dar gaya woh mar gaya
Gabbar Singh yeh kehkar gaya
Joh dar gaya woh mar gaya
Arre baap re ... kya hua
Nakli khaal pehan kar aaye
Geedhad sher agar ban jaye
Pal bhar dhaak jama leta hai woh ... aisa, haan
Par logon ke patthar khake
Bhaage jab woh dum dabake
Koi bachi kahe agar usko ... kya
Gabbal Ching yeh kehkal gaya
Joh dal gaya woh mal gaya
Gabbar Singh yeh kehkar gaya
Joh dar gaya woh mar gaya
Gabbar Singh yeh kehkar gaya
Joh dar gaya woh mar gaya
Kehte hai geedhad ki aaye joh maut
Toh bhaag kar woh shehar gaya
Kehte hai geedhad ki aaye joh maut
Toh bhaag kar woh shehar gaya
Gabbar Singh yeh kehkar gaya
Joh dar gaya woh mar gaya
Gabbar Singh yeh kehkar gaya
Joh dar gaya woh mar gaya
Auron ko kehta hai tu kya
Auron ko kehta hai tu kya
Apne dil mein jhaank zara
Apne dil mein jhaank zara
Baap ne maari namendaki
Beta teer andaz bana
Humse suno, humse suno, humse suno
Gabbal Ching kya kehkal gaya
Joh dal gaya woh mal gaya
Watch Video