Fitoori
Bajirao Mastani
Lyrics
(Marathi verse)
Ho leke aayi hoon main ishqcha nazrana
Jaanu palkon se meh ko chalkana
Main hoon fitoori
Dono aankhon se bandhoongi tana bana
Tera dil yeh bharega jurmana
Main hoon fitoori
Doon main chahat raahat thodi si
Pal do pal shohbat thodi si
Phisla doon neeyat thodi si ... haai
Leke aayi hoon main ishqcha nazrana
Jaanu palkon se meh ko chalkana
Main hoon fitoori
(Marathi verse)
Leke aayi hoon main ishqcha nazrana
Jaanu palkon se meh ko chalkana
Main hoon fitoori
Mere iraade hai aadhe se vaade hai
Mera har rang nirala
Joh bhi mila de nazar is nazar se
Bana dil phenkne waala
O mere iraade hai aadhe se vaade hai
Mera har rang nirala
Haan joh bhi mila de nazar is nazar se
Bana dil phenkne waala
Doon main aadat rangat thodi si
Chamka doon kismat thodi si
Fisla doon neeyat thodi si
Leke aayi hoon main ishqcha nazrana
Jaanu palkon se meh ko chalkana
Main hoon fitoori
Dono aankhon se bandhoongi tana bana
Tera dil yeh bharega jurmana
Main hoon fitoori
(Marathi verse)
Mera bebaak saaya
Hai yeh bebaak saaya
Mera bebaak saaya
Hai yeh bebaak saaya
Oh ho daaji ba daaji ba
Sunlo ji daaji ba
Karna tha tumko bhi yeh bebaak ji
(Marathi verse)
Watch Video