Lyric4U
Fakeera

Badmaash Company

Watch Video
Lyrics
Chaani joh khaakh toh mitke sona tu ban gaya
Ghamon ki aag mein tapke suraj tu ban gaya
Chaani joh khaakh toh mitke sona tu ban gaya
Ghamon ki aag mein tapke suraj tu ban gaya
Aaj paaya hai tune sab khoke mureeda
Mili jannat tujhe toh jab bighda naseeba
Fakeera, fakeera, fakeera, fakeera, fakeera
Haathon se nikli manzil jab yeh daaman chooth gaya
Aye bekhabar tu benoor hoke roshan ho gaya
Bhari hai yeh khali si jholi joh tu bhatka dar badar
Yeh bhi na jaane yeh kaafir ki dua ka hai asar
Joh taare sa toota, sab khwaish milegi
Zara haathon ko phaila, mannatein sab milengi
Fakeera, fakeera, fakeera, fakeera, fakeera
Hua tabah aur hadh se zyada khoya jab qaraar
Udhi udhi tab saansein jaise udhta hai gubaar
Socha kare kis pal mein dil ko raahat hai mili
Khuda ke ghar mein taalim tujhko girke jab mili
Aaj paaya hai tune sab khoke mureeda
Mili jannat tujhe toh jab bighda naseeba
Fakeera, fakeera, fakeera, fakeera, fakeera
Watch Video