Lyric4U
Ek Tu Hi Bharosa

Pukar (2000)

Watch Video
Lyrics
Aa jao ke sab milke rab se dua maangein
Jeevan mein sukoon chahein
Chahat mein yeh wafa maangein
Halaat badalne mein ab der na ho maalik
Joh dekh chuke phir yeh andher na ho maalik
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara
Is tere jahaan mein nahi koi humara
Ishwar ya Allah yeh pukar sun le
Ishwar ya Allah hey daata
Ishwar ya Allah yeh pukar sun le
Ishwar ya Allah hey daata
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara
Is tere jahaan mein nahi koi humara
Ishwar ya Allah yeh pukar sun le
Ishwar ya Allah hey daata
Ishwar ya Allah yeh pukar sun le
Ishwar ya Allah hey daata
Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka samaa
Ujhdi hui basti mein yeh tadap rahe insaan
Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka samaa
Ujhdi hui basti mein yeh tadap rahe insaan
Nanhe jismon ke tukde liye khadi hai ek maa
Barood ke dhuein mein tu hi bol jaaye kahan
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara
Is tere jahaan mein nahi koi humara
Ishwar ya Allah yeh pukar sun le
Ishwar ya Allah hey daata
Ishwar ya Allah yeh pukar sun le
Ishwar ya Allah hey daata
Nadaan hai hum toh maalik kyun di humein yeh saza
Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zehar bhara
Nadaan hai hum toh maalik kyun di humein yeh saza
Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zehar bhara
Inhe phir se yaad dila de sabak wohi pyar ka
Ban jaaye gulshan phir se kaaton bhari duniya
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara
Is tere jahaan mein nahi koi humara
Ishwar ya Allah yeh pukar sun le
Ishwar ya Allah hey daata
Ishwar ya Allah yeh pukar sun le
Ishwar ya Allah hey daata
Meri pukar sun le
Hey ishwar ya Allah
Meri pukar sun le
Meri pukar sun le
Meri pukar sun le
Watch Video