Ek Taraf Hai Gharwali
Gharwali Baharwali
Lyrics
Ek taraf hai gharwali, ek taraf baharwali
Yeh bole woh aala, woh bole mi aali
Ek taraf hai gharwali, ek taraf baharwali
Yeh bole woh aala, woh bole mi aali
Ai ya ya bolo kya karun
Ai ya ya dono se darun
Ek taraf hai gharwali, ek taraf baharwali
Yeh bole woh aala, woh bole mi aali
Sweet sweet gharwali, hot hot baharwali
Sweet sweet gharwali, hot hot baharwali
Yeh bajaye seeti, woh bajaye taali
Woh mujhko dekhe, main usko dekhun
Woh mera soche, main uska sochun
Isko galti se choomun toh deti hai woh gaali
Ek taraf
Ek taraf
Ek taraf hai gharwali, ek taraf baharwali
Yeh bole woh aala, woh bole mi aali
Yeh hai shehar ki gori, woh hai gaanv ki chhori
Yeh hai shehar ki gori, woh hai gaanv ki chhori
Dono ke haaton mein meri patang ki dori
Yeh mera bongo, woh meri dafli
Yeh dono asli, yeh dono nakli
Woh hai Nepali bulbul, yeh Mumbai mirchiwali
Ek taraf
Ek taraf
Ek taraf hai gharwali, ek taraf baharwali
Yeh bole woh aala, woh bole mi aali
Ai ya ya bolo kya karun
Ai ya ya dono se darun
Gharwali gharwali hai, tu toh baharwali hai
Aayi tu mahal mein kaise, tu toh chawliwali hai
Tera gharwala kyun mere peeche aata jaata hai
Aate jaate kyun mujhse woh aankh ladata hai
Woh mera hai mera ... woh kal tak tha tera
Deewani main uski ... deewana woh mera
Dono khatre ki ghanti kyun maine gale mein daali
Ek taraf
Ek taraf
Ek taraf hai gharwali, ek taraf baharwali
Yeh bole tu aala, main boli mi aali
Watch Video