Ek Munda Meri Umar Da
Karan Arjun
Lyrics
Ek munda meri umar da haaye meri umar da
Ek munda meri umar da haaye meri umar da
Ji dekho dilon ki yeh baatein nahi janta
Zalima haaye dekho dilo ki yeh baatein nahi janta
Ek munda meri umar da haaye meri umar da
Ek munda meri umar da haaye meri umar da
Ji dekho dilon ki yeh baatein nahi janta
Zalima haaye dekho dilo ki yeh baatein nahi janta
Khanke choodi meri tujhe bulane ko
Sajti hoon main tujhe hi bas dikhane ko
Khanke choodi meri tujhe bulane ko
Sajti hoon main tujhe hi bas dikhane ko
Sajti hoon main tujhe hi bas dikhane ko
Karde na pagal tujhe, haaye pagal tujhe
Karde na pagal tujhe, haaye pagal tujhe
Roop mera phir mere kis kaam ka
Zalima haaye roop mera phir mere kis kaam ka
Bol mujhse tu aankhen kyun churata hai
Apno se bhi kya koi sharmata hai
Bol mujhse tu aankhen kyun churata hai
Apno se bhi kya koi sharmata hai
Apno se bhi kya koi sharmata hai
Akhiyon mein paale akhiyan ve paale akhiyan
Akhiyon mein paale akhiyan ve paale akhiyan
Dil mein aane ka dikha dungi main rasta
Zalima haaye dil mein aane ka dikha dungi main rasta
Mere jaisi tu dhoondhe nahi payega
Rooth jaun joh main tu pachtayega
Mere jaisi tu dhoondhe nahi payega
Rooth jaun joh main tu pachtayega
Rooth jaun joh main tu pachtayega
Nazar mein na aaungi tujhe, haaye aaungi tujhe
Nazar mein na aaungi tujhe, haaye aaungi tujhe
Maahi phirega tu yoon hi khaak chaanta
Zalima haaye maahi phirega tu yoon hi khaak chaanta
Ek munda meri umar da haaye meri umar da
Ek munda meri umar da haaye meri umar da
Ji dekho dilon ki yeh baatein nahi janta
Zalima haaye dekho dilo ki yeh baatein nahi janta
Watch Video